Guruji se Sawal

Guruji roz sirf 4-5 sawal lete hain.
Har ek par poora dhyan.

Guruji 20+ saal se astrology padh rahe hain. Woh har sawal khud dekhte hain.

  1. 1Form bharo

  2. 2Guruji khud padhenge

  3. 3Jawab email par

Apna Sawal Bhejo

Naam likho aur list se chuno. Na mile, toh poora naam likh do.

Pehla sawal humari taraf se. Isi email ya janam details se agla sawal paid hoga.

FAQs

Naam kyun poocha hai?+

Taaki jawab aapke naam se aaye. Naam dena zaroori nahi hai, aur naam sirf Guruji dekhte hain.

Kya exact birth time zaroori hai?+

Haan, bahut. Har minute zaroori hai. Pakka time nahi pata? Toh andaza daalo.

Kya aap sirf upaay batate ho?+

Nahi. Guruji astrology ki purani kitaabon ko follow karte hain. Unmein darr dikha kar totke karwane ki baat nahi hai. Zaroorat ho toh Guruji upaay bhi batate hain, par zor samajh aur self-control par rehta hai.

Meri details safe rahengi?+

Haan. Hum phone number nahi lete, aur aapka email sirf sawal-jawab ke liye use hota hai. Aapka naam sirf Guruji dekhte hain, aur janam details Guruji ke saath humari chhoti team bhi dekhti hai. 6 mahine baad aapka sawal apne aap delete ho jata hai.